Tuesday, March 15, 2011

my first attempt at a few lines in hindi...

Na saha jaaye,haye ye kaisa hai dard
ho aurat tum aakhir,
kya jaano kya sehta hain mard..
kab se liye firte hai,
is dil mein ye chhoti si kahani,
hai zakhm ye purana,
hai daastan ye purani
na milo fir kisi raah par,
ye dua karta hu main,
na milo fir kisi raah par,
ye dua karta hu main,
na mita sakenge fir hum tumpe ye jawani...
aur kya kya zulm dhaaye hai humpar,
is ishq ne yun beraham bankar,
bas reh gaye hai kuch yaadein,
bankar tumhari nishaani...

No comments:

Post a Comment